Mashvara
Mashvara Na de mjhe jindgi k gujare ka
Iski har gali m mne shame bitai h
Nafrat bhi ji h iski , mohbat bhi ji h iski
Har gam se har takleefo se aankhien milai h
Mashvara Na de mjhe jindgi k gujare ka...
Aankhien moond kar ,
har dariya m simta Gaya hu iske
Or khol kr aankhien , din si Kai ratien Banai h
Mashvara Na de mjhe jindgi k gujare ka.....
Mukam ke raaste m,
har pahar ek Aandhi se gujraa hu m
Or na jaane kitni dafa , raahe apni gavai h
Sath har hath ka , bichudta Raha kuch kuch durio par
Apne in do hatho se hi Maine Taqdeer apni sajai h
Mashvara Na de jindgi ka mjhe
Iski har gali m Maine shame bitai h