pyaar ya sapna
Khoya tha main unki jheel si aankhon mein,
Khaye the goote un aankhon ki gehraiyon mein.
So gaya tha un madmast julfon ki chaon mein,
Doob gaya tha un mast bhari awaaz mein,
Na jane kab khatam hua sab bol ke chale gaye hua tha sab anjane mein.